Itna maza, kyun aa raha hay,tune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha, kyun ho raha hay,aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gaayi
Manchali chaal kaise nawaabi ho gaayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi
Haa jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Kyun no-vacancy kee, hothon pe gali hai
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hay
Mujhko pata hai re,kya chahata hai tu
Boli bhajan teri,neeyat qawwali hay
Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi
Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi
Bole re zamana kharaabi ho gaayi
Haan, bole re zamana kharaabi ho gaayi