GUNAAH LYRICS - BLOOD MONEY Movie 2012

GUNAAH LYRICS - BLOOD MONEY Movie 2012
Gunaah Lyrics - Blood Money Gunaah Lyrics - Blood Money Mp3 download Music video songs
Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke

Song : Gunaah
Singer: Mustafa Zahid
Movie Album: Blood Money
Lyricist: Sayeed Quadri
Music Composer: Jeet Ganguly
Music Label: Sony Music

Gunaah Lyrics


Tu mil na paye Hum jee na paye

Kahin mar na jaye Kaisi hai kaisi hay bebassi
Dil fhir se chahe teri hi panahye
Kahin mar na jaye zingadi

Gunaah kiya dil maine yaar ka Tod ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke

Aankhien hai num dhadhkan maddham,
Ab maan ja roothe sanam,
Saanse chubhan toota sa mann,
Aur naa sataa oh jaan-e-mann,

Gunaah kiya dil maine yaar ka Tod ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke

Mera har pal ab toh bojhall
Veraan sa dil ye har dum
Lakhon hay gham tanha hay hum
Kaise sahe itna sitamm

Tu mil na paaye hum jee na paye
Kahin mar na jaye kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe Teri hi panahein
Kahin mar na jaye zindagi

Gunaah kiya dil maine yaar ka Tod ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke
Gunaah kiya.. Gunaah kiya...


Previous Post Next Post

Contact Form